18 October 2019

A New Nazm - Woh Chali Gayi!

I recently penned a Nazm and wanted to put it across for reviews. 
WTF; this Nazm is a very personal one and has come from the oblivions of my heart / brain. Hope you all like it. 


Woh Chali Gayi….


Sitar hai, pur suro ki sath chali gayi, 
Kitaab hai par Kahaani chali gayi,

Mithai hai par mithaas chali gayi,
Gunaah hai, par meri sazaa chali gayi,

Deedaar hi nahi. abb toh unki Raza bhi chali gayi!

Dhundhne apni rahein nayi nayi,
Woh hame akela chhod chali gayi

Duniya key waste toh khub muskuraye,
Shab-e-Shhok mey asoouo ki nadiya beh gayi

Teri yaad mey tarein bhi khoob chamkaye,
Chand hai par uski Chandni chali gayi

Teri manzar pey kahin dukh na ho,
Teri dagar mey kahi asoon na ho

Khushiya hi khushiya ho tere daye, Baye,
Tere bina meri zindagi puri khali gayi

7 janam, 7 Kasme, 7 phere, 7 vaadein,
They alag Sapne, mayusi mey zindagi basar gayi

Khate mey Duvaoyein kya khoye, kya Paye,
Ghadi ki sui bhi abb ghamo pey theher gayi.

Muddato baad mile toh alvida kehna,
Mere wajood ka tu hi tha nayaab gehna

Jholi bhar key bass layein hai apni Yaadein
Woh muqaddar manzoor nahi jisme teri parchayi bhi nahi! 

No comments:

Post a Comment

Your comments are most welcome.

Chori karna paap hai!

Page copy protected against web site content infringement by Copyscape

Page Rank. I have sucked in ranks since my school days.

Check Page Rank of your Web site pages instantly:

This page rank checking tool is powered by Page Rank Checker service

Copy (not) Right.

MyFreeCopyright.com Registered & Protected

No Modi Xeroxes please!

Creative Commons License
Indian Citizen Ranting by Varun Gawarikar is licensed under a Creative Commons Attribution 2.5 India License.